Anjaan
1 min readMar 23, 2015
Banaaney waaley nay badee fursat sey banaya hai
Kissi ko Hindu toh kissi ko Musalmaan banaya hai
Get Navneet’s stories in your inbox
Join Medium for free to get updates from this writer.
Kuch toh farq hai dono mein, yeh maan lo
Uss farq ki kuch wajah bhee hai, yeh jaan lo
Wajah ko samjh kar agar farq bhula do, tabhee insaan ho
Nahin toh tumhey banaaney waaley ki nazar mein hee Anjaan ho.





