Finding peace
Insani dil Allah k yad ka bagar namukaml sa ha .Zindgi dor ma kabi kabi ham itna baghaty ha ka apna asl rasty ko bhol jaty ha .Jab insan ka dil duniyawi khawahishat sa bhar jata ha to kudrat osy bhot boray tareeqy sa tor daty ha ta ka wo apny asal sa ja mily .jaisa ka Rumi na farmaya “YA rooh hamesha parshan rahy gy kyunke ya duniya is ka ghar nhe ha:” .
Get Habiba Yaqoob’s stories in your inbox
Join Medium for free to get updates from this writer.
Ma na jab apni zindagi ko dekha to samjh aaya k duniya ka peechy baghana mahaz ak dokha ha.Ab quran k wo ayt samajh aati ha ka Duniya k zindagi mahaz ak khel tamasha ha .
Asli sakoon rab sa jor jany ma he ha.




