Skip to playerSkip to main content
  • 8 months ago
Iqtidar Episode 55

Category

😹
Fun
Transcript
00:00Ishq ru aave, ishq hataave, ishq piraave, dar dar gamla
00:05Yeh dekho, yeh hamara khaandani zewar hai, jab main shaadi ho kar aayi thi, toh meri saas
00:11mein mujhe diya tha, bahut sara pyaar, khulus aur mohabbat hai isme, aaj main yeh tumhein
00:16deri hoon.
00:20Bahut khubsurat hai.
00:22Ab yeh tumhara hua, isse sambhal ke rakhna.
00:26Aap be fikar hain, main hamesha sambhal ke rakhoongi.
00:30Mujhe pata hai, tum bahut samajdaar ho.
00:33Lagta hai kaafi aaham guftagu chal rahi hai.
00:37Tum yeh samjho, ki hum saas bahu ki secret baatein chal rahi hai, jo tumhein nahin batane.
00:42Aur haan Shehryar, kaan khol kar meri baat sun ro.
00:46Agar kabhi meri bahu ne tumhare shikayat ki, toh achha nahin hoga tumhare liye.
00:52Toh aate hi aapne apni bahu ki tarafdariyan shuru kar di.
00:55Amal meri bahu nahin, meri beti hai.
00:58Aur yeh tumhein yaad rakhna hai.
01:00Aap be fikar rahein, main Amal ka bahut khayal rakhoonga.
01:05Mujhe tumse yeh hi umeed hai.
01:07Achha ab mai jalti hoon, Allah Paad tum dono ko aise hi khush rakhe.
01:11Aamiin.
01:22Yeh meriye taraf se, chota sa tohfa.
01:26Thank you, bahut ghubsoorat hai.
01:28Aur tumse zyada nahin.
02:25Yeh ishq na tera mera mahi, yeh bal di ag vich sut dinda.
02:47Yeh bal di ag vich sut dinda.
03:17Dushyaman mera, lagta ho jaise koi tabeeb sa.
03:23Mayal hone laga hai yeh man, hone laga hai yeh din.
03:28Reeton, reewajun ko tod dora, aapko toh diyaar hoon.
03:34Mera hi yeh dil, apne pira raha.
03:40Ishq ruaave, ishq hataave, ishq piraave, dar dar gamla.
03:45Ishq nachaave, ishq gawaave, ishq badaave, jag vich khala.
03:51Ishq ruaave, ishq hataave, ishq piraave, dar dar gamla.
03:56Ishq nachaave, ishq gawaave, ishq badaave, jag vich khala.
04:08Ek dil jo dard kamaara, jo paas tha wo sabhaara.
04:13Ish baat koi jaane na, ek jishmal jaana se pyaara.
04:19Khaabon ka jahaan, bar baad riyaa.
04:25Ishq ruaave, ishq hataave, ishq piraave, dar dar gamla.
04:44Kisne kaha tha barish mein nahane ke liye?
04:50Kyon? Barish mein se tum akeli naha sakti hoon?
04:56Aapko lagta hai sardi lag gayi hai, main ek kaam karte hoon, medicine lekar aati hoon.
05:02Nahi, it's okay, koi baat nahi, ho jayegi theek.
05:05Main tablet le leta hoon.
05:07Acha, theek hai, toh chai vanaakar laati hoon. Chai toh peelein.
05:11Nahi, aaj chai ki jega coffee peete hain.
05:18Kyon? Coffee peene ka dil kyon kar raha hai?
05:20Aisi aaj mera dil kar raha tha tumhara sath coffee peene ka.
05:28Aaj coffee banaa lo.
05:30Theek hai, main coffee banaakar laati hoon.
05:33Theek hai, main baahar lawn mein hoon.
05:41Aisi Rafay, Amal aur Sheryar kitne ache lag rahe the na dono saath mein.
06:03Kaafi acha couple hai dono ka.
06:05Shahnawaz se shaadi nahi hoi Amal ki toh kya hua?
06:09Sheryar bhi kisi se kam nahi hai.
06:12Mujhe toh lag raha hai bahot rich hai.
06:15Isse kisi ne sahi kaha hai.
06:17Ghareebon ke jode asmaanon pe bante hain.
06:19Hameeron ke toh yahi zameen par hi bante hain.
06:22Aur maine toh suna hai Shahnawaz se zyada hoonche log hain yeh.
06:29Ab Sheryar ki personality Shahnawaz ki personality se match kar rahe hai,
06:34imaazin toh nahi hai na?
06:36Lekin main yeh nahi keh raha hai ki woh achha insan nahi hai.
06:38Mujhe laga ki woh achha insan hai.
06:43Lekin, Shahnawaz ki naseeb mein Amal nahi thi.
06:48Issi wajah se usse nahi mili.
06:51Acha khair, tumne dekha tha?
06:53Event mein jitne bhi log aaye the, unke paas croreon ki gaadiyan thi yaar.
06:59Aur sab aurton ne designer dresses pehne bhi the.
07:02Aur event toh itna shandaar tha, ki main kya bata hoon.
07:07Yaar, bise pata hai, bahut hi dreamy wedding hui hain Amal ki.
07:11Iss tarah ki shaadi na, har ladki ki khwahish hoti hain, Rafay.
07:16Kitni lucky hain Amal.
07:18Mujhe ek baat batao, Rooj.
07:20Tume kya lagta hai, ke main yahan tumse baatein karne ke liye baitha hoon?
07:25Main yahan pe atna kaam karne ke liye baitha hoon.
07:27Aur tumhari yeh baatein, aur yeh fazool baatein especially.
07:30Yeh mera kaam kharaab kar rahi hain.
07:34Toh yaar toh tum is kamra se chale jao, yaar main chala jaata hoon.
07:38Main toh nahi jaa rahi, tum hi chale jao.
07:40Jaise insaan ko pyaar hota hai, wo iska khyaal khud se zyada rakhta hai.
08:04Aur waise bhi mard mohabbat mein bahut bebaag ho jata hai.
08:07Haan, nekin agar mohabbat ho toh.
08:16Warna mard ki mohabbat toh ek dhoka hoti hai,
08:19jise aurat apna naseeb samajh kar dil mein chhapa leti hai.
08:24Agar mohabbat bhi toh kismat se milti hai.
08:27Nahi, mohabbat poshish se milti hai, niyat se milti hai.
08:33Keh sakte hain, tumhari baat se agree karta hoon.
08:40Iska matlab hai ki, main toh bahut khush kismat hoon.
08:45Haan, ho toh.
09:02Aap toh yaar na bhi hoon na, aafat se kam thodi lagti hai.
09:29Kya matlab hai tumhara?
09:31Nahi, mera matlab hai, aap tayaar na bhi hoon na,
09:33tab bhi bahut pyaari lagti hai.
09:36Waise, Urooj bahut tayaar hui bhi hai.
09:39Aisa lag raha hai, kisi shaadi mein jaa rahi hai.
09:40Wo, Amal ki shaadi hi liye tayaar hui hai.
09:46Amal, wo Shahnawaz bhai ki cousin na?
09:50Haan.
09:53Hairat ki baat hai.
09:55Unhone hame toh nahi bulaya.
09:57Ki, aapi ne Urooj ko kaise dawa de diye?
10:00Arey, Mehru kahaan bulaati Urooj ko?
10:02Wo toh usse apna jaani dushman samashti hai.
10:04Agar ye shaadi Mehru ke ghar ki hoti toh,
10:07wo kabhi bhi invite nahi kati.
10:09Aap aise bhi koi baat nahi hai, chaachi.
10:12Ye Urooj hi hai, jo ye samashti rehti hai
10:14ki aapi usse apna dushman samashti hai.
10:16Aisa tum logon ko lagta hai.
10:17Khair, jo bhi ho.
10:18Sabzi kaato aur khana banao jaldi.
10:21Mare chaachu aa gaye,
10:22khana nahi banao hoga na,
10:23toh bahut gussa karenge.
10:30Aise, Mehru bahut pyaari lag rahi thi na?
10:35Aiyo, toh khaandaan ki sabse pyaari ladki hai.
10:37Toh khubsara toh lagna hi tha usse.
10:42Tume toh apni purani mohabat
10:44yaad aag gayi hogi na, Rafay.
10:49Meri toh taarif tumne kabhi nahi ki.
10:51Hazaar baad tumhe bolna padta hai,
10:53tab jaake kahin tu meri taarif karte hai.
10:55Merey toh taarif tumne kabhi nahi ki.
10:57Hazaar baad tumhe bolna padta hai,
10:59tab jaake kahin tu meri taarif karte hai.
11:01Bhai, ab jo taarif ki kaabil hoga,
11:03toh ussi ki taarif hogi na.
11:05Tum agar aise baatein karoge,
11:07toh aise baaton pe main kaise taarif karoong.
11:09Maine tumse kaha hai,
11:11ke Mehru bahut pyaari lag rahi thi.
11:13Aur tumne toh foran aa kar diya.
11:15Tumhara bas nahi chal raha hai, Rafay,
11:17ke tum Mehru ke husn ke qaseede padho.
11:19Bilkul aisa hi hai, Aroosh.
11:21Tum bilkul sahi soch rahi hai.
11:23Ek baad batao,
11:25tum abhi bhi Mehru se mohabat karte ho na?
11:28Bhai, meri achi dost hai,
11:30meri kazan hai.
11:32Tum kya soch liye?
11:34Jo pootsh nahi hoon, Rafay, uska jawab do tum.
11:36Agar jawab de diya, Aroosh,
11:38toh tum bardaash nahi kar saboge.
11:40Aa gayi na asal baat zubaan par,
11:42jo dil mein thi tumhare.
11:44Bhai, mujhe samayi nahi aata,
11:46Aroosh, tumhara masla kya hai?
11:48Ek toh tum mujhe shaadi mein lekar gayi.
11:50Main chala gaya, maine toh tum khush ho jaoge.
11:52Ab chala gaya hoon, toh tum sawal bhi kar rahi hoon,
11:54ajeeb-ajeeb baatein kar rahi hoon.
11:56Meri dost hai, meri kazan hai.
11:58Agar wahaan pe baatein kar liye,
12:00toh kitni baatein kar liye humne,
12:02is thode se time mein.
12:04Rafay, wo tumhari saab ka mangeter hai.
12:06Aur yeh baat tum achi taraf se jaunte hoon,
12:08ke tumhara Mehru se baat karna,
12:10mujhe bilkul nahi pasand.
12:12Acha, tumhe pasand nahi hai,
12:14toh mujhe wahaan pe leke kyun gayi thi?
12:18Aroosh, socha karo,
12:20ke tum kya keh rahi hoon,
12:22ya toh tum khud paagal ho jaoge,
12:24yeh tum kis lehje se baat kar rahe hoon mujhe se?
12:30Har waqt ek khadda khodne wali
12:32machine ki tarah,
12:34karti rehti hoon tum.
12:36Chahti kya hoon mujhe,
12:38bata toh do kam se kam.
12:40Muskaan?
12:44Bita, machine lagalo,
12:46kapde bohot jama ho gaye.
12:48Aur Parveen se bhi pooch lo,
12:50acha hai, saath hi saare kapde dhal jaayenge.
12:54Ammi, Sunday ko lagati hoon.
12:56Karn mujhe school bhi jaana hai na.
12:58Parveen se bhi pooch lo,
13:00acha hai, saath hi saare kapde dhal jaayenge.
13:02Ammi, Sunday ko lagati hoon.
13:04Karn mujhe school bhi jaana hai na.
13:06Parveen se bhi pooch lo,
13:08school bhi jaana hai na.
13:10Tumne Feroz se ijazat le li?
13:14Ammi, main kyu pooch hoon chaachu se?
13:16Jab aap hai, toh main aap se ijazat lugmi na.
13:20Aur humein jo faisla karne,
13:22mil kar karne ammi.
13:24Aur mujhe pata hai,
13:26main chaachu se yeh bol the na,
13:28ke main school mein job kar rahi hoon.
13:30Toh sabse pehle unhone inkar kar dena tha.
13:32Aur phir aise ijazat dete,
13:34jaise meri zindagi pehsaan kar hai.
13:36Mujhe ek baat samajh nahi aati,
13:38aap har baare mein chaachu logon se kyu poochti?
13:40Woh toh humein kuch nahi batate,
13:42kuch karne se pehle.
13:44Ab kya hua?
13:48Urooj Amal ki shaadi mein gayi hai.
13:52Urooj aur Amal ki shaadi?
13:58Mehru ne humein toh daawat nahi bheji.
14:00Bhi jaan ko bula liya.
14:02Aapi ne daawat nahi diya.
14:04Chaachi bata rahi thi ke,
14:06Amal ne khud hi invite kiya usse.
14:10Mehrat ki baat hai.
14:12Mehru bhi keh rahi thi,
14:14ki usne Amal ko Urooj ke saath dekha hai.
14:18Pehle toh mujhe laga ki usse shubha hua hai.
14:20Dekin,
14:22sach hi keh rahi hogi.
14:24Ammi jab se mujhe pata chala hai na,
14:26soch soch ke mera dimaag kharab ho raha hai.
14:28Aap please aapi se kahiyega
14:30ki thoda bachke rahein.
14:34Amal aur Urooj
14:36ek hi fitrat ki hai dono.
14:38Aisa na ho ke,
14:40dono milke Mehru aapi ke liye kuch karein.
14:42Khuda na karein.
14:44Kaisi baatein kar rahi ho?
14:46Ammi duniya aisi hai.
14:48Kisi par bharosa nahi karna chahiye.
14:54Aapi toh,
14:56aap please
14:58aapi se iss baare mein baat kar liye chehega.
15:00Hmm.
15:02Theek toh keh rahi ho tum.
15:06Baat karti hu main Mehru se.
15:16Usse nahi ho raha bardaash.
15:18Yeh roos ka ladna,
15:20roos ki tik tik tik tik tik tik tik tik.
15:22Main tang aa gaye ho Urooj.
15:24Mujhse nahi ho raha hai.
15:26Haan haan Rafay,
15:28dimaag kharab ho gaya hai mera.
15:30Paagal ho gayi ho main,
15:32jo har waqt ladti nahi ho tumse.
15:36Tum bilkul theek keh rahi ho Urooj.
15:38Tume na kisi achi
15:40psychiatrist ko dikhana chahiye,
15:42warna tumhare saath raha rahe ke,
15:44main bhi psycho ho jaunga.
15:46Tum already psycho ho Rafay.
15:48Yeh kya ho raha hai?
15:50Pee jaan,
15:52yeh bete ko,
15:54isne meri zindagi azaab bana ke rakhti hai.
15:56Jhood bol rahi hai,
15:58yeh isne sabse pehle ladna shuru ki hai.
16:00Jab bhi isko mokha milta hai,
16:02yeh ladna shuru kar deti hai.
16:04Khamos ho jao Rafay.
16:06Kyu itna cheekh rahe ho chilla rahe ho?
16:08Tume pata hona chahiye,
16:10ke ghar mein mulazim bhi maujood hai,
16:12kya kehte honge wo?
16:14Pee jaan,
16:16meri to kismati kharab thi,
16:18jo maine Rafay se shadi ka faisla ki hai.
16:20Pee jaan, aapko kya farq padta is chee se?
16:22Aap to saara din kamre mein padhi rehti hai na,
16:24aapka khaana, peena, dawaayin,
16:26aapko sab time pe bilti hai.
16:28Bahot shauk se aap apne is bete ka rishta leke aayi thi na mere liye.
16:30Urooj, hosh mein aao.
16:32Yeh kis tarah se baat kar rahi ho mama se?
16:34Chup kar jao Rafay.
16:36Bas karo,
16:38kap tak istara bachon ki tarah ladte rahoge tum log.
16:42Wo joh kar rahi hai,
16:44usse karne do, kehne do.
16:46Tum to ignore karo kamse kam.
16:48Agar usse samajh nahi aayi to,
16:50kamse kam tumhe to aani chahiye.
16:52Beta, ek doosre ko bardaash karne se hi
16:54yeh rishte kaim rahte hai.
16:56Kyu nahi samajh mein aata tum logon ko?
17:18Aapse meeting ke gante baad hai.
17:20Theek hai.
17:26Excuse me.
17:30Hello.
17:32Kaise ho Shahnawaz?
17:34Main bilkul theek hoon, tum kaise hoon.
17:36Aur Shehryar kaise?
17:38Tumne toh shaadi ke baad
17:40contact nahi kiya bhai.
17:42Haan, sab theek hai.
17:44Main bhi theek hoon, Shehryar bhi theek hai.
17:46Aur maine raapta nahi kiya.
17:48Tumne bhi toh nahi kiya.
17:50Tumhe toh pata hai, Amal.
17:52Main aaj kal kitna busy hota hoon.
17:54Abhi bhi infact ek meeting mein bhit hoon.
17:56Maine toh isliye contact nahi kiya tha,
17:58ki mujhe laga ki tum
18:00honeymoon pe jaa chuk ki hogi.
18:02Haan, zarur jayenge.
18:04Ekin tumhe pata hai na,
18:06ke business aur politics ek saath
18:08manage karna kitna mushkil hota hai.
18:10Aa, main samajh rahoon.
18:12Mainne bhi jib politics join kiya tha,
18:14tab se ab tak waqt hi nahi nikal paya
18:16hum na apne liye.
18:18Ek kaam karo, kisi din aao na Shehryar ko leke tum.
18:20Mehrunissa ko bhi acha lagega aur
18:22mulaqat bhi ho jayega.
18:24Dekh lo.
18:26Agar Puppu hoti na, abhi tak invite kar chuki hoti.
18:28Aisi koi baat nahi.
18:30Dekho tumhara apna ghar hai,
18:32tum jab chahe aa sakte.
18:34Haan, main aur Shehryar milkar plan karenge.
18:36Todhe din tak free hokar chakkar lagate hain.
18:38Chalo.
18:40Theek hai, main ek meeting attend kar lo,
18:43Okay.
18:45Ji, toh kya keh rahe the hain aap?
19:09Nahi beta,
19:11acha nahi lagta ais tarah tum se paise lehna.
19:13Kyun acha nahi lagta?
19:17Hameesha se main is ghar ka khayal rakhti aayi ho
19:19aur hameesha rakhungi.
19:21Shadi ke baad meri zimmedaariyan khatam nahi hogayin.
19:23Aur waise bhi,
19:25aulad ka farz hai, ke wo maa baap ka hameesha khayal rakhe.
19:27Jaanti hoon.
19:29Tume bohot aisaas hai apni maa ka.
19:31Lekin,
19:33ab mashallah se Muskaan bhi
19:35naukri karne lagi hai.
19:37Aur phir, hum do hi toh hain.
19:39Kitna hi kharcha ho jata hai is ghar mein?
19:41Achhi tarah se jaanti hoon,
19:43main koi fuzool kharchi nahi karte hain aap log.
19:45Lekin, aap bhi toh dekhe na,
19:47main jo online kaam karti hoon,
19:49usse jo paise aate hain,
19:51main toh kya karoon?
19:53Mere saare kharche toh Shahnawaz poore kar dete hain.
19:55Toh, zahir si baat hai.
19:57Is ghar ka khayal bhi toh mujhe hi rakhna hai na.
19:59Tume Shahnawaz ke saath hasta basta dekh ke,
20:01bohot khushi hoti hai beta.
20:03Ek maa ke liye isse badi khushi kya hi hogi,
20:05Aap, Urooj ko hi dekh lo.
20:09Parveen bata rahi thi ke,
20:11kal raat hi Rafay aur Urooj ka
20:13bohot bada jagda hua hai.
20:15Ammi, aap Rafay aur Urooj
20:17dono ko hi bohot achi tarah se jaanti hain.
20:19Rafay toh phir sensible hai.
20:21Lekin Urooj,
20:23Urooj ke gusse ka toh aapko pata hai na,
20:25pata nahi wo kya karna chahati,
20:27uska bas chale, wo toh hawaon mein urna shuru kar de.
20:31Khair, aajayin aap.
20:33Uska baatein karte hain.
20:37Baat yeh hai ke,
20:39itne arse se tu,
20:41ek azaab mein mubtala tha.
20:43Lekin aap finally shadi kar raha hai.
20:45Yaar, Allah ka shukar hai.
20:47Ammi maan gai.
20:49Wana tu toh jaanta hai Isha ki phuppo ko.
20:51Woh university ke time se usko apni bahu banana chahati nahi.
20:53Yaar, achha hai waise.
20:55Assalam o alaikum.
20:57Waalaikum assalam bhabhi.
20:59Bohot bohot mubarak ho aapki shadi.
21:01Shadi pe laazmi aana hai.
21:03Dekhi main agar magar dekhungi, kuch nahi sununga.
21:05Inshallah, poori koshish karungi main.
21:07Waise, Urooj tumhari Isha se bohot banayi.
21:09Kyuki wo ek samajdaar aur padhi likhi dadki hai.
21:13Yakinan.
21:15Ladkiya toh waise hoti hi samajdaar hain.
21:17Aur agar Sohail bhai bhi samajdaar honge,
21:19toh dono ki shadi acchi chal jayegi.
21:21Kyu Rafi?
21:23Bilkul aisa hi bhabhi.
21:25Waise Sohail,
21:27rishton mein understanding hona bohot zaruri hai.
21:29Kabhi kabhaal bojh ban jaate hain.
21:33Yaar, mera aisa maanna hai ke
21:35rishta aisa rakhna hi nahi chahiye
21:37jo kabhi aapke aani wali zindagi mein
21:39aapke liye bojh ban raha hai.
21:41Sohail bhai, aap chai lena.
21:45Haan, achha
21:47shadi ke hawaale se agar koi bhi kaam ho,
21:49toh mujhe tune zarur batana hai.
21:51Yeh nahi ke tum mujhe phone bhi na karo.
21:53Kaam haam ho nahi, kaam na bhi ho,
21:55toh tune aana hai.
22:00Main pehle maam se discuss karunga.
22:03Phir main khud hun se baat karunga.
22:06Kyuki,
22:07maine jab bhi maam ki baat par
22:09amal kiya hai, toh mujhe amesha faidh aayi ho.
22:12Chalo theek hai,
22:13main tumhe khud contact karta hoon.
22:15Okay.
22:19Aaj tum jaldi aa gaye?
22:21Tum toh keh rahe toh ki tumhe aani mein der ho jayegi.
22:23Haan, meri
22:25meeting thi, lekin
22:27maine cancel kar di.
22:29Achha.
22:31Actually, maine
22:33Sheryar aur Amal ko aayi ghar par invite kiya hai.
22:35Kya?
22:37Tumne Sheryar ko aur Amal ko khaane pe invite kiya
22:39aur mujhe bataya tak nahi.
22:41Toh ab bata toh raha hoon.
22:43Itni jaldi main saare intazaam kaise karungi?
22:45Chadi ke baat pehli baar wo log
22:47humaari ghar daawad pe aa rahe hain.
22:49Dekho tum us baat ki fikar mat karo.
22:51Ghar pe aazaaro helpers hai, wo kar ling.
22:53Tum relax kar.
22:55Achha hoon.
22:57Theek hai, phir karti hoon main kuch.
23:09Urooj?
23:19Urooj beta?
23:21Ji baijaan?
23:23Beta, wo tumhe pata hai na
23:25ki aaj Shazia nahi aayi hai.
23:27Chutti ki hai usne.
23:29Maine khaana bana liya hai.
23:31Tum bas zara please safai kar lena.
23:33Bijaan,
23:35pata nahi mujhe aisa lag raha hai ki
23:37chanak se mujhe bahut tez bukhaar ho gaya.
23:39Mere saar mein bahut dard ho raha hai.
23:41Are?
23:45Lekin,
23:47tumhara mata toh bilkul thanda hai beta.
23:49Bijaan, main keh rahi hoon na mujhe bukhaar ho raha hai.
23:51Mera saar dard se phata jaa raha hai.
23:53Aap please mujhe koi painkiller de dengi?
23:55Balke, mujhe yaad hai
23:57painkiller mere kamre mein hai.
23:59Main kaam karte hoon, painkiller kha ke na
24:01kuch dera aaraam kar leti hoon.
24:03Chalo theek hai.
24:05Tum kuch dera aaraam kar lo.
24:07Uske baad phir jab
24:09theek ho jaoge toh dekh lena safai.
24:11Bijaan, baad mein dekhenge yeh sab.
24:13Filhaal main aaraam karne jaa rahi hoon
24:15apne kamre mein.
24:17Theek hai beta. Jao.
24:21Theek hai beta. Jao.
24:23Theek hai beta. Jao.
24:25Theek hai beta. Jao.
24:27Theek hai beta. Jao.
24:29Badi mazhi ki khushboo aa rahi hoon.
24:31Kya baat hai?
24:33Zahir si baat hai.
24:35Itne mehnat se khaana banaya hai.
24:37Khushboo toh aayegi hi.
24:39Aapko kuch help chahiye ho toh bataye?
24:41Hmm.
24:43Kya help karoge tum?
24:45Jo aap kahe?
24:47Nahi nahi.
24:49Jao aur jaakar aaraam karo.
24:51Acha, theek hai main aaraam kar leta hoon.
25:13Ek minute.
25:19Mujhe work se chand kadam aage chalne ki aawaz hai.
25:23Aur mujhe acha lag raha hai
25:25ke tum mere saath kadam milaagar chal.
25:27Chale?
25:29Yup.
25:49Chalo.
26:07Yeh kya tariqa hai?
26:09Yeh tumhari shard ka hisa nahi tha.
26:13Ki jahin meh tum se baat karna chahoon toh
26:15main kar nahi sakta.
26:19Aur mila jisran dil karega,
26:21main uss tarah karunga.
26:23Bahot pyaar karti hai na
26:25tum mujh se.
26:27Main tum se mohabbat nahi karti.
26:29Kitni tafah kaha hai.
26:31Kitna jhoot bologi meru Nisha,
26:33apne aap se.
26:35Tum mujh se jhoot bol sakti ho,
26:37lekin tumhari aankhe jhoot nahi bolti.
26:41Pata hai meru Nisha,
26:43jab se tum meri zindagi mein aayi ho,
26:45sab kuch patal gaya.
26:47Absoorat lagne laga hai.
26:49Mujhe aisa lagta hai jaise,
26:51jaise mein bhooshanawaaz raahi nahi.
26:55Main woh ban gaya ho,
26:57jaisa tum mujhe dekhna chahati thi.
26:59Bahot khush wahmi hai tumhe.
27:03Is ghar mein ek hi chhat ke neeche rahti hoon.
27:05Baby hoon tumhari.
27:07Meri jagah agar koi aur bhi hota na,
27:09toh isi tarah tumhara khayal lukta.
27:13Koi nahi kar sakta tha.
27:17Toh isi meri khush wahmi nahi hai.
27:19Mera yaqeen hai.
27:23Kyuki maini yeh mohabbat tumhari aankhon mein dekhi.
27:29Tumhe mujhe hamesha se mohabbat thi ma'am.
27:33Abhi bhi hai aur aage bhi rahi.
27:37Aur is baat ko koi badal nahi sapta.
27:39Tum bhi nahi.
27:43Agar tumhara yeh mohabbat naama khatam ho gaya ho,
27:45bahar chale, guest aagay ho gaye.
27:55Okay.
28:15Okay.
28:41Amal main tumhari liye waqeet bahot khush hoon.
28:43Tumhara ek bahot hi acha insaan hai.
28:45Pata nahi mujhe tumse yeh baat karni chahiye
28:47ya nahi, lekin
28:49tum bhi samajdaar ho.
28:51Tumhe pata hai na,
28:53shadi ke baad ek ladki ki zindagi
28:55puri tarah se badal jaati hai.
28:57Kahi na kahi apne rishte ke liye
28:59compromises karne padte hai.
29:01Bas,
29:03agar tumhe theek lage,
29:05toh yeh advice
29:07samajh kar le lo.
29:09Kabhi bhi, agar apne rishte ko
29:11yeh tumhe kahin bhi,
29:13thoda compromise karna pade,
29:15toh wo compromise karne se pehle
29:17ek baar bhi mat sochna.
29:19Tumhe toh pata hi hai,
29:21meri aur Shahnawaz ki shadi
29:23jinn halaat mein hui thi,
29:25wo kya halaat the.
29:27Maine apne rishte ko bachane ki,
29:29rishte ko chalane ki,
29:31puri tarah se koshish ki,
29:33aur aaj bhi kar rahein.
29:35Lekin, iska credit main
29:37akele nahi lena chahati.
29:39Is rishte ke liye bohot se kurbaaniya diye hain.
29:41Is rishte mein bohot effort daalte hain,
29:43aur bohot
29:45pyaar se lekar chalte hain mujhe.
29:49Kehna main yeh chahati hu,
29:51ke shadi sirf
29:53shohar se ya sirf bibi se
29:55nahi chalti. Shadi miya-bibi
29:57dono ko chalane padti hai.
29:59Thank you so much for your advice.
30:01It's okay, but pata hai,
30:03maine saara din mehnat karke khana banaya tumhron ke liye.
30:05Main dinner lagwa rahi hu, tum bhi aajao.
30:07Chalo.
30:21Yeh kya hai?
30:23Kyun?
30:25Tume acha nahi lage?
30:29Tume toh phool bohot pasand hai.
30:31Phool toh mujhe waqehi bohot pasand hai,
30:33lekin yeh
30:35kis khushi mein? Kyunki
30:37jahaan tak mujhe yaad hai, aaj toh
30:39nahi mera pherte hai, aur
30:41nahi tumhara.
30:43Tumne itne short time mein
30:45meri khushi ke liye
30:51sab kuch itne achi tarah manage kiya,
30:53itna acha khana banaya, even
30:55Amal aur Sherry aar bhi tarif kar rahe the.
30:57Amal aur Sherry aar bhi tarif kar rahe the.
31:01Yeh uske liye.
31:03Thank you, madam sir.
31:05Agar tum mujhe pehle bata dete,
31:07toh shayad
31:09mein arrangements aur bhi accha se kar paati,
31:11lekin maine jo bhi kiya hai,
31:13uske liye thank you bolne ki zarat nahi hai.
31:15Ghar mein jab bhi
31:17koi mehmaan aate hain, toh
31:19ammi ne yeh hi sikhaya hai.
31:21Isi tarah unka khayal rakha jaata hai.
31:23Maine kuch
31:25alag nahi kiya.
31:27Madam sir, mainne
31:29apne se zyada doosron ki khushi ke khayal
31:31rakhna tum hi se seekha hai.
31:35Aaj mujhe bohot achcha lag.
31:39Thank you for everything.
31:41It's okay.
32:21Aaj maara
32:23pehla jalsa hai.
32:25Best of luck.
32:27Mai jaata tha ki aaj
32:29tum bhi mere saath chalo.
32:31Lekin mujhe pata hai ki tum ne aunty ko
32:33doktor ke paas leke jaana hai.
32:35Fikar mat kar hai.
32:37Bas apna khayal rakho.
32:39Waise bhi mei duayin tumhare saath hain.
32:41Ammi ko maine bohot mushkil se manaya.
32:43Doktor ki appointment ke liye.
32:45Parna wo toh jaane ko tayyaar bhi nahi thi.
32:47Jaant ho.
32:49Main tum se raate mein rahaunga.
32:51Time ho raha hai.
32:53Main chalta hoon.
33:17Mujhe khushi hai
33:19ki aaj aap sab log idhar ekatte hoon.
33:21Aap log ka saath mujhe pur umeed
33:23rakhta hai.
33:25Ke main haq ki jang ladra hoon.
33:27Koi bhi politician
33:29ekela kuch nahi kar skta agar uske saath
33:31aap log ka support na hoon.
33:35Aap sab log ka saath
33:37is mulk ke logon ki saath ki wajah se
33:39hi ek politician bada banta hai.
33:41Lekin mai aap sab ko hi batana chahata hoon
33:43ki meri campaign ka har giz ye maqsad
33:45nahi hai ki mujhe bada banna hai.
33:47Balke aap sab ki
33:49is mulk ki
33:51awaaz ke liye kaam karna hai.
33:53Unki parishaniyan door karna hai.
33:55Taake aap log is mulk mein
33:57apni zindagi khushi se basar kar sakta hai.
34:01Aap sab ko bata hai ki election mein
34:03ab kuch hi din bache.
34:05Aur aap sab ke paas ek bhaari zimmedaari
34:07jo ke har sheri ke paas hai.
34:09Vote ki.
34:11Kya aap kisi aise insaan ko chunte hai
34:13jo sirf apne mufaat ke liye kaam karta hai.
34:15Aapne bada banna pasand karenge
34:17jo ke aapki zindagiyon ko betar banane ke liye kaam karenge.
34:19Aapki zindagiyon aasaan banayega.
34:21Aapke liye acchi opportunities
34:23paida karega.
34:25Toh faisla aap log ke haath mein hai.
34:27Jab tak soorat chaand rehega
34:29Jab tak soorat chaand rehega
34:31Jab tak soorat chaand rehega
34:33Jab tak soorat chaand rehega
34:35Sunne sunne.
34:37Meri aap sab log ko sirf guzaarish hai
34:39ke aap is mulk ka hukme raan ushi ko chunne.
34:41Jo ke sacha aur imaandar hoon.
34:43Jo sach ke liye kaam karta hai.
34:45Jo apne mufaat ke liye nahi
34:47balke awaam ki fala ke liye kaam karta hai.
34:51Aur agar aap log yeh samjhte hai
34:53ki meri party haq ka kaam kar rahi hai
34:55aur awaam ki zindagiyon betar banane ke liye
34:57kaam kar rahi hai
34:59toh mai yeh hi kaunga ke aap apna keemti vote
35:01dekar is mulk ke liye ek achha faisla kar sakte hai.
35:05Chukriya.
35:07Pakistan Zindabad!
35:09Pakistan Zindabad!
35:11Pakistan Zindabad!
35:13Pakistan Zindabad!
35:15Pakistan Zindabad!
Be the first to comment
Add your comment

Recommended