Ankit Pathak·Apr 12, 2018Chupi si meri aashiqui, Dooriyo mein dhoondti, Kareeb aane ki khushi, Intezaar mera hamjoli, Teri…Tujhse nazre mili, Jaise dil cheerte hue nikle goli, Sambhala khud ko slowly, slowly, Aur jo dil ki thi, Wo muh se na boli.
Ankit Pathak·Apr 11, 2018Sham ho gayi Bhoola waapas na aaya Raat hone ko hai Neend ka kahi na saya Kahaniya sannato ki…
Ankit Pathak·Mar 21, 2018Salary aur mainSalary: Dil toota hai tera rocker Bana bada phirta tha boxer Nanga pada almari locker Ghar mein reh tu Kum afat kar
Ankit Pathak·Mar 14, 2018Kya karat bhaiya Life ne hamka dulatti mar di, Koi na apradhi, Duniya saali bekasoor Par phir bhi…
Ankit Pathak·Mar 12, 2018Alvida! My dear sadnessAccha chal ab phir na milenge my dear sadness, My lonely island in darkness, Bohot sa waqt hamne saath bitaya, Holding each other without…
Ankit Pathak·Jan 3, 2018Pehli barPeheli baar, phir nahi aata. Halanki duniya ka chakka uske pehle bhi waisa ghoomta tha, Aur use baad bhi waise hi ghoomega, Par pehli bar…
Ankit Pathak·Jan 3, 2018Ae chutti, tujhe mera sadar pranamDer saver jagne ka tha mera ik sapna, Upar Wale ki kripa se aaj hua wo apna, Phir uthte hi TV se chipakne ka aa gaya farman Ae Chutti…